Android Phone ki Speed Kaise Badhaye Hindi? How to increase Android Phone in Hindi? Aaj kal ki Duniya me Mobile ki speed slow hone lag jate hai. jisse log kafi pareshan ho jate hai. Baar-Baar mobile phone hang hone lag jata hai. aaj Kal 4G mobile net se ki wajah se bhi Virus aane ki wajah se bhi Mobile phone bhi slow ho jata hai.
Kabhi-Kabhi Phone memory me Cache File save ho jane ki wajah se bhi Android Mobile Phone hang hone lag jata hai. sabhi chahte hai, ki mobile ki speed kaise badhate hai? or mobile hang hone par uska solution ho. jo bar-bar hang naa ho. Mobile Slow Hone Par Kya kare?
so aaj aapko aaj btauga kaise Android Mobile Phone ki speed badaye jaye. niche Diye Android Mobile Phone ki speed badane ki tips btaya gya hai. in step ko Follow karke Mobile Phone ki speed badaya jaa skta hai.
Android Phone की Speed कैसे बढ़ाये Hindi Tips And Trick
अपने Android Phone की Speed बढ़ने के बहुत सारे Tips Or Tricks हैं. जो आपको हर एक चीजो के बारे में जानना जरुरी हैं. कई बार Phone Memory को फुल भर देते हैं. तो फ़ोन hang होने लग जाता हैं. और Internet की Speed भी बढ़ा सकते हैं. जो Game, internet सभी Speed कर सकते हैं. इसके लिए निचे जानकारी पढ़े-
App Cache से Android Phone की Speed Increase करे
Android mobile me Speed badane ke liye mobile me App Cache File Delete karne se Speed ko Badhaya jaa skta hai, to niche Image dekh kar bhi Kaise Mobile me App Cache File ko Delete kiya jata hai.
mobile “Settings” me jaye. or “Storage” par TAP kijiye
“Cached Data” per click karo.
“Ok” kijiye. (delete karne ke liye)
Is prakar Cached data clear skte hai, jisse aapki Bekar cached File delete ho jayegi or Android Mobile ki speed ko badaya jaa skta hai.
aap chahe to Cache Cleaner App se Bhi Cached File ko delete kar skate hai.
यह भी पढ़े:-
- Android Phone को Root कैसे करें Without PC(100% Working)
- अपने Mobile को Root कैसे करें [8 Best Apps]
- Android Mobile Phone Update कैसे करें?
- Root Mobile के लिए Apps Download [12 Best App]
- Jio 4G Internet Speed कैसे बढ़ाये Tricks in Hindi
Bloatware Disable करके Mobile की Speed बढ़ाये
Application manager me Jaye( setting>>Application)
Application manager par Click Kare.
ab jo page khulega usme All per click Kare. (image dekh ke samjh skate hai)
Ab jis app ko Rid of karna chahte ho. us App Click kijiye (suppose mene Mobile TV select Kiya).
Tap Disable/ Uninstall per click karke App ko Disable kare.
ok button daba dijiye
Phone Memory से Android की Speed Increase करें
Android mobile me Phone memory ko Khali karke Android phone ki speed bad jaati hai. Internal memory me jitne bhi Files hai. unko memory card me move kar le. isse Android phone ki speed badh jayegi.
Animation Scale OFF करके Speed करें [For Samsung Users]
sabse pahle Android Phone ki setting me jaye.
developer per click kare.
Window Animation Scale par click kare.
Animation Scale 10x per click kare
waha Animation off kar dijiye. (niche screenshot dekhe).
Mobile की Speed कैसे बढ़ाएं Best Trick in Hindi
is prakar Aap apne Android mobile phone me Setting karke Android ki Speed ko badaya jaa skta hai, or aapka android phone hang bhi nahi hoga, or speed bhi bad jayegi, is prakar aap, Android phone ki speed kaise badaye hindi me janakari prapat kar sakte hai.mobile phone ko hang hone se bachaye. or is trick ke dawara aap phone ki speed increase kar sakte hai.
- Android Mobile को Root करें? (8 तरीके)
- Android Phone को Root कैसे करें (100% working) without pc
- Jio 4G Internet Speed बढ़ाने की Trick / Tips
Apne phone ki speed kaise increase karte hai? mobile hang hota hai? uska solution hindi me janakari. how increase android phone speed fast. phone ki speed kaise badaye? mobile hang solution in hindi. agar apko yeh tips pasand aaya hai to share karna nhi bhule, or koi bhi problem aati hai comment karke sawal puch skte hai.
भाई जो कुछ भी आपने बताया और मैने अपने फोन में implement किया और मेरे फोन की speed बड़ गई thanks bro
Apne achi share ki hai android tricks ke upar, Mene bhi ak post hindi me isi topic pr likhi hai, Have a look.
Nice post. Thanks keep visit
Thanks useful jankari
Nice Ur Trick Sir Maine Read Kiya Ye Post To Bohut Accha Laga Pehle Mere Phone Ki speed Kam Thi Abh Maine Jada Ke Li Hai Thank u
thanks inder ji…keep visiting.or share krna na bhule