Android Mobile Phone को Root कैसे करें Without PC हिंदी
Root क्या होता है? इससे क्या-क्या फायदा है
Root karne ke bad xposed framework ke dawara Mobile all system change kiya jaa sakta hai. Uske xposed framework hona jaruri hai.
Xposed framework install jarur kare
Android Phone ko Root कैसे करें इसके फायदे(Benefit) और नुकसान(Disadvantage) in Hindi
kisi bhi Phone ko root karne se kya hota hai? Android Mobile ko root kaise kare?, Mobile ko root karne se kya fayda hoga?, Phone ko root karne se kya fayda hoga? Mobile ko without computer ke root kaise kare? isse kya labh or hani hogi? in sabhi ki jankari hindi me yaha jannege.
Mobile Phone को Root करने के Benefits(फायदे)
- Root se imei number change kar skate hai
- Battery life badayi jaa sakati hai
- Android Mobile ka ip address band kar skate hai or change kar skate hai.
- Root se Fake imei num daalkar change kiya jaa sakta hai.
- Root se App ko crash kiya jaa sakta hai.
- Root se Kisi App ko hack kiya jaa sakta hai.
Other hack - Root se Mobile rom ko badhaya jaa sakta hai.
- Mobile Root se Function change kiya ja sakta hai.
- Root se ads ko hataya jaa sakta hai
- Or bhi bahut kuch kiya jaa sakta hai jo hamare liye bahut fayda hi fayda hai
Phone को Root करने के नुकसान(Disadvantage)
- Company ki koi guarantee nhi hogi.
- Root ke bad Mobile kabhi bhi Ded ho sakta hai
- Android software kabhi bhi crash ho skata hai
Ab hum aage baat krte hai kaise Apne Android Phone ko Root kiya jaaye me yaha Aapko step by step sikhauga kaise Root kare one click per without PC ke. Kis prakar Mobile ko Root kiya jata hai kaise kiya jata hai bina PC/laptop ke.
Android Mobile Phone को Root कैसे करें Whithout Computer/PC
- Sabse pahle Aap Kingroot Aap Apne Mobile me Download kare.⇒ KingRoot Download
- Download karne ke bad install kare.
- Kingroot App install hone ke bad waha root ka options dikhayi dega, waha click kare.
- Is prakar Rooting ki process start ho jaayegi jo % ke rup me show hogi.
Is prakar Root ko pura process ho jaayega or Aapka Mobile Root ho jayega, or ha root ke waqt Aapka Phone restart/Reboot ho skata hai. Or Aapka koi bhi data lost nhi hoga Aapka koi bhi data nhi udega. Or yeh method bilkul safe hai.
Hai na aasan Mobile ko kis prakar root kiya jaa sakta hai kaise kiya jata hai. Per me Aapko ek baat kahna chahuga, agar Aapke Mobile me Root karne per galat cheeje aa gyi to Aapka Mobile dead bhi ho sakta hai, isliye Aap apna Mobile sambhal ke root kare. Wese Aapke liye bahut usefully App hai yeh Kingroot Aap bahut popular bhi ho gya hai.
Mobile Ko Root Kaise Kare[ Other words ]:-
Android Mobile ko kaise Root kiya jata hai, Kingroot App se Android Phone ko root kaise kare, Android Mobile ko Root kaise kare step by step, Android Mobile ko Root karke unlimited paise kaise kamaye, Apne Mobile ko root kaise kare, Mobile ko root kaise kiya jata hai, root kaise kare bina PC/ laptop ke, root kaise kre Kingroot App se , Android ko Kingroot App se root kaise kare, Kingroot App se root karne ki step by step.
यह भी पढ़े-
Rakesh says
King root app install hi nhi ho rha h kya kru
Aman Kumawat says
Aapne unknown source enable kiya?
Technical Sahadat says
Nice post bro really love u …
Main bhi ek chhota sa Blogger Hoon
Dheeraj says
Hello sir mera mobile root hota hai fir restart ho kar unroot ho jata hai hai please sir solution bataye
How hindi says
Aapne Thik se Root Nhi kiya hoga.ek bar root karne ke bad root checker se check kare.
avvi sharma says
internet ki speed per depend karta hai..agar aapko net slow hai to thoda time lag skta hai
avvi sharma says
welcm keep visiting
Anonymous says
thank u so much bro..android phon root ho gya Bhai. per kaise chek kare ki root ho gya
Anonymous says
processing pura nnhi ho rha Bhai kya karu
avvi sharma says
Wlcm ravi keep visiting
Ravi Sharma says
Thank you so much sir for sharing these Really awesome trick.