Android Mobile को Root कैसे करें[8 Best Apps] 2024

android mobile phone ko root kaise kare 8 method
Photo of author

By Admin

Android Mobile Ko Root Kaise Kare? Hello, friends आज हम आपको बतायेगे कि एंड्राइड फ़ोन को रूट कैसे किया जाता हैं? बिना कंप्यूटर/लैपटॉप के? हमने सुना हैं, बहुत से लोग Root करने से डरते हैं। जो Root नहीं कर पाते हैं।

main aapko bta du mene life me Bahut se Android Mobile ko Root Kiya hai. jo aaj tak koi bhi problem nhi aayi hai. kahi log sochte hai ki Root Karne se usko Phone ki warranty khatam ho jaayegi. or unko Phone ON hona hamesa ke liye band ho jayega. Or kaam karna band ho jayega. ESA Kuch nhi hai.

Mobile ko Root Karne se Mobile Phone ke features or badh jaate hai. me aapko esa Apps ke bare me btane jaa rha hu.

jisse aap Without PC ke Android Mobile ko Root kiya jaa Sakta hai. wo hai framRoot, vRoot, z4Root, kingRoot, towel Root, CF Root, kingoRoot, IRoot, etc.

wese me aapko bata du Root se Hamari Android Phone ki speed capacity bada skate hai. Or sath me Android Phone me Root Karne Se battery life or bhi achhi ho jati hai.

Mobile ko Root Karne Se ram ko badaya Jaa Sakta hai. Sath me install kiye hue App ko Memory card me move kiya ja Sakta hai. Sath me Mobile Phone me Root se Mcent, slide, True balance Jaise App ko Root ke dwara sab Kuch change Karke unlimited paise kamaya (earn) JA Sakta hai?

यह भी पढ़े-

Android Phone को Root कैसे करें Without PC(100% Working)

अपने Android Mobile Phone को Root कैसे करें Without PC

Agar aap third-party Apps use Kar chahte hai. to uske liye Mobile ka Root hona jruri hai. kisi user ke pass computer/PC/ laptop nhi hone ke Karan Root nhi kar pate hai. lekin main aapko Bina PC ke Root Karna btauga. ki Kaise Root Karte hai Android Mobile ko one-click pe.

Root क्या होता हैं? इसको कैसे Use करें?

Root Ek advance features and third-party system hai. jo experimental hota hai. jisse aap Android Phone ko chahe Jaise kar skate hai, chahe aap Android id, IP address, IMEI number, jaisa chahe change kar skate hai.

Root करने के फायदे(Benefits):-

  • Kisi Android Mobile ke IMEI number change karna
  • Apne Android Phone ka IP address change Karna
  • Phone Memory me install kiye hue Apps ko Memory card me move Karna.
  • Android Mobile ka CPU performance badiya Karna.
  • Root se ram Memory ko badhana.
  • Rooted Mobile me Real backup Liya ja Sakta hai. (all data backup as like contact num. SMS data, google data, Android data, etc)
  • Root se Custom ROM ko badhana
  • Wifi hack Karna
  • Apps ko crack Karna
  • Hack Karna
  • Rooted Android Phone me kisi ka Password crack Karna
  • Rooted Mobile me Battery life achhi Karna
  • Or Bhi Bahut Kuch.

Mobile Root करने के नुकशान(Disadvantage)

  • Rooted Android Mobile kabhi bhi dead ho Sakta hai( but esa Bahut kam chance hai)
  • Root illegal type ka method hai. Rooting Karne se Aapka Mobile sab khatam ho Sakta hai yaha tak warranty bhi khatam ho skati hai.
  • Root Karne se  Apps crack ho Sakta hai.
  • Kuch cheej missing ho skati hai. mtlab koi Bhi file Delete Ho Sakti hai. (Android data, backup or bhi Bahut Kuch)
  • Ek Root ho jane ke bad OTA process se update nhi kar paoge. (agar Aapka Mobile Phone Pahle se Rooted hai to zip file ke dwara Android Mobile ko update ke liye use kiya ja Sakta hai, mtlab update Karke dead hone se bachaya ja Sakta hai)
  • Root hone ke bad google Play Store open hona band ho Sakta hai( other gmail se login Karke dobara chalu Karke skate hai)
  • Root Karne ke bad Aapka google wallet band bhi ho Sakta hai, bad me install bhi nhi hoga.

Note:- Mene jitne bhi nuksan Bataya Gaya hai. wo Bahut hi kam logo ke hote hai. matlab 1000 Phone mese 1 Phone esi halat me ho skati hai.

Android Root करने से पहले Important (जरुरी) बातें ध्यान रखें

  • Mobile ki Battery life minimum 60% charge hone jruri hai.
  • Aapka Mobile me backup bana lena chahiye (backup jo contact number, App and other much more)
  • Or Mobile me “Unknown Source” enable hona chahiye.(setting>>security>>Unknown Source)
  • Phone Memory jo bhi data save hai unko Memory card me copy kar le. (Warna data Delete Ho jayege)

Android Phone को Root कैसे करें [8 Best Apps]

अपने एंड्राइड मोबाइल को रूट करने जा रहे हैं। तो कोई भी व्यक्ति App से Rooting कर सकता हैं। यहाँ निचे Android Root करने वाला Apps की लिस्ट दी गयी हैं। 8 Best Root करने वाला Apps के बारे में ब्ग्ताया गया हैं। जो Apps आपको पसंद आता हैं। या जो App आपके फ़ोन को Root करने में सक्षम हैं। उस App की मदद से Phone को Root कर सकते हैं।

1. KingRoot App से Root करना:-

kingroot se android mobile phone ko root kaise kare

yeh Kingroot App Android Mobile ko Root Karne ka sabse best App hai jisse hum kuch seconds me aasani se Root kiya ja Sakta hai. iske liye Pahle Check kar le kon konse Mobile Root kiya ja Sakta hai. yeh App Bahut se Android ko Root karta hai. but yeh sabse Achha mtk Phones ko perfect Root karta hai.

Download Kare Download (Apk)

2. FramaRoot से Android Mobile Root करें

framaroot se android mobile phone ko root kaise karte hai

yeh bhi Android ke liye sabse Achha Root Karne ka software hai. FramaRoot App Se Apne Mobile ko Ek Click me Root Kiya Sakta hai. isme jayada time nhi lgta hai. FramaRoot konse Android Mobile ko Root Karta hai.

yaha Check Kare Download Kare FramaRoot App

Download Kare FramaRoot (Apk)

Download Kare FramaRoot (For All Android Versions)

3. VRoot App से Mobile को Root करें

android phone ko root kaise kare Vroot app

vRoot Bhi FramaRoot se milta julta hai. yeh vRoot software use Karna Bahut hi aasan or simple install Karne me aasani hai.

Download Kare VRoot App

Download Kare VRoot App (PC Ke Liye)

4. Z4Root App से Phone Root करें

Z4root se android mobile ko root kaise kare

yeh bhi Bahut Achha App hai isse har Mobile ko Root kiya ja Sakta hai, isme 2 method dwara Root kiya ja Sakta hai. Android Phone Ko Root Karne ke liye best application hai.

  • Temporary Root:- agar aap temporary Root Karna chahte hai. to Aapka Android Phone ko restart Karne par Root Kiya Hua Phone hat jayega.
  • Permanent:- yeh method use Karege to Aapka Mobile ka Root tab tak nhi hatega(remove) nhi hatega. jab tak aap khud unRoot nhi Karenge.

Download Kare Z4Root App

5) CF-Root से Android Root करें

android phone me CF root se root kaise kare

yeh, CF-Root App se Samsung users ke liye best App hai. is CF-Root ki madad se aasani se Root kiya ja Sakta hai. CF-Root Download Karne ke liye niche diye gye link par click Karke waha Samsung list open ho jayegi. or waha jo bhi Aapka Samsung ka modal hai. wo App Download Kare.

(other Download karoge to working nhi Karega).

Download:- CF-Root App

6) Samsung Mobile को Root कैसे करें [Towel Root App]

Towel Root se samsung root

Towel Root bhi esa hi Root Karne ka software hai. yeh towel Root 4.4.2 Android version users ke liye Achha Root Karta hai. Towel Root Apps se Samsung Android Mobile ke liye use Kiya jata hai. Samsung Mobile Phone ko Root Karne ke liye sabse jyada Towel Root Apps se Root Karte hai.  

Download Kare:- Towel Root App

7) IRoot App से Mobile Root करना

Android Mobile ko Root kaise kare IRoot app se easy to use hindi me full guide

yeh bhi same wesa hi Root hai. but Bahut se App banne ki wajah se Root Karne me aasani kar diya hai. yeh other company ke Mobile ko Bhi Root Kar deta hai. jisse one click par Root kiya ja Sakta hai.

Download Kare iRoot App (latest version both PC & Mobile)

8) Kingo-Root से Phone Android को Root करें

Without PC ke is App se Mobile Phone ko Root kiya ja Sakta hai. but is kingoRoot App se Mobile ko Root Karne ke liye internet ki jarurt padegi. Or yeh Bahut kam MB ka hai. iski size 1.1 MB hai.

Kingoroot App Se Phone Root Kaise kaise karte hai Software Download

Download Kare Kingo Root App (Apk)

Root Kaise Check Kare (फ़ोन Root हुआ या नहीं)

Agar aap janna chahte hai ki Aapka Android Mobile Root hua hai ya nhi to Tension lene ki jarurt nhi hai. hum isko Check Karne ke liye bhi App ki help se Mobile Root ko Check kiya ja Sakta hai.

  1. Sabse Pahle Root Checker App Download Kare.
  2. Download Karne ke bad App ko Open Kare.
  3. Super user permission” ko grant Kare.
  4. Garant par click Karne ke bad agar Aapka Mobile yeh message show Kare “congratulation, your Mobile is Rooted”.
  5. iska Matlab hai, Aapka Mobile Root ho Chuka hai.

Agar in sab mese koi sa bhi Root working nhi Kare yaa Root nhi ho to nirash hone ki jrurt nhi hai, aap google me Apna device ke name ke Sath Check Kare.

(example:- “How Root Samsung galaxy on5 pro“) Jaise name Dalke search kar skate hai.

Last words:-

Is Prakar Android Mobile ko Root Kaise Kare? Bina Computer/PC Ke Root Kaise Karte hai? Step Guide Hindi Me Puri Jankari Share kiya hai. jo bhi karte hain, hum aapke liye hi Karte hai.

Android Mobile device ko aasani se Root Karke Bahut Kuch advance technology ki Tarah ki use Kiya ja skata hai. jo mene iske fayde Bataya tha. jo Humne 8 method se Root Karna Bataya hai. jo yeh aap logo ke liye Root Karna useful hai. is prakar dosto Bina computer ke Mobile Phone ko Root Kiya Ja skat hai.

agar aapko Root Se related koi sawal hai, to niche comment karke jarur sawal puch sakte hai. Kyoki Hum jo BHi karte hai, sirf aapke liye karte hai. Isse Social media- Facebook Par Jarur share kare. Thank You.

3 thoughts on “Android Mobile को Root कैसे करें[8 Best Apps] 2024”

  1. Sir aapne kya information diya hai ummid karta hu yeh blog bahut hi apne country ka no.1 blog banegi keep it up bro,
    maine bhi ek blog banaya hai please check it

    Reply

Leave a Comment