What is BHIM App? How To Use BHIM App in Hindi? Bhim App Ek Online Payment System hai Jiska Pura Name “BHARAT INTERFACE FOR MONEY” Hai. jo EK Bank Account se dusre Bank account BHIM App se Paise bhej sakte hai, paa sakte hai. BHIM App UPI Interface per Kaam karta hai. Sabse khadiyat baat yeh hai.
ki BHIM App Without(bina) Internet ke bhi kaam karta hai. jo aapko Internet ki jarurt nhi padegi. jab bhi chahe aap Paise bhej and le sakte hai. is App se Number or payment Address dwara direct Bank To Bank Paise Transfer kar sakte hai. or Le bhi sakte hai.
BHIM App क्या हैं? (What is BHIM?)
BHIM APP ko National Payments Corporation Of India (NPCI) Finance ne bnaya hai. Paise ka aadan pradan karne ke liye aapko bar bar Account Number or IFSC Code jaise Details ko Bar bar dalne ki jrurat nahi hogi.
BHIM App कैसे Use करें (How to Use BHIM App)
BHIM App use karna Bahut easy hai BHIM App Use karne ke liye Niche Diye Gaye Step By Step Follow kare.
BHIM App Download kare- Click here to Download
BHIM App open kare or Language Select kare
“Next” click kare
next Screen per aapke dekhege ki BHIM App ke bare btaya jayega ki BHIM kya hai, kya kya kar sakta hai. or “next” button per click kare
“LET GETS STARTED” per Click kare
Now aapke pass verify Number karne ke liye options aayege
(NOTE:- Agar aapke smartphone Dual sim wala hai to 1 sim band kare. wo hi sim chalu rakhe jo aapke Number bank account me verify Kiya Hua ho. taki aapke Number se SMS send ho sake) “next” button per Click kare
iske bad aapke Number se Automatic send ho jayega. or kuch seconds me automatic Number Ho jayega.
Menu me “Bank Account Select” kare. (jisme aapka bank account hai wo add kare)
Now ATM/Debit card ke 6 Digit code or Expire date dale or UPI PIN set kare.
yeh ho gya hai aapka BHIM App Account Use and Registration karna. jo bahut easy and simple hai. BHIM App ke dwara aap Paise ko send or receive kar sakte hai. or QR code Scanner se Bhi payment kar sakte hai.
BHIM App के FAQs (BHIM App से संबधित सवाल-जवाब)
BHIM App क्या हैं?
Yeh Ek Online Payment System hai. Jiska Pura Name “BHARAT INTERFACE FOR MONEY” Hai. jo EK Bank Account se dusre Bank account Me Paise bhej sakte hai. Le sakte hai. BHIM App UPI Interface par Kaam karta hai. Sabse khadiyat baat yeh hai. ki BHIM App bina Internet ke bhi kaam karta hai. jo aapko Internet ki jarurt nhi padegi.
jab bhi chahe aap Paise bhej and le sakte hai. Bhim App se Number or payment Address dwara direct Bank To Bank Paise Transfer kar sakte hai, or paa sakte hai
BHIM App से Paise Transfer करने में कितना Timeलगता हैं?
Bhip App dawara aap isse fast transaction kar sakte hai,yani ki aap jo bhi Paise ek bank se dusre bank se Paise transfer karege wo bilkul fast kar sakte hai.
kyoki Bharat Interface for money(BHIM) Bank account se jude hue hai, aapke len den ,payment kuch hi seconds me kar deti hai.
क्या BHIM App Use करने से charge लगता हैं?
yes BHIM App Transaction ka abhi Koi Charge le rahi hai, jo BHARAT INTERFACE dawara transfer karne se koi bhi charge nhi lagta hai.
Lekin dyan Rkhe Ho Sakta hai bank UPI and IMPS ka Charge leti ho, but Yeh abhi Bilkul Free hai. Ummid hai yeh bhi bank iska charge nahi legi.
Requirement For BHIM [BHIM App के लिए क्या-क्या जरूत होगी?]
BHIM App Abhi Android users ke liye App Available hai. Android ke alawa Other Platforms ke liye Jald Se Jald BHIM App Available Hogi. BHIM App Android Smartphone me Download karne ke liye Google Playstore se Download kar sakte hai. or *99# se dial karke bhi BHIM ka use kar sakte hai. dusre sabdo me *99# Number dial karke bhi aap transaction kar sakte hai.
Yeh Bhi Padhe:-
- Paytm wallet me Paise kaise Add kare
- Paytm kya hai paytm (पेटीम) कैसे use करे or Paytm से Online payment कैसे करे हिंदी में
- Android Phone Ki Speed kaise Badaye Tips
क्या भीम एप्प सभी मोबाइल OS के साथ संगत है?
BHIM App ussi ke sath sangat hai jiske pass Smartphone, Internet, Bank Account jo ki UPI Payment se Support ho. Or aapke mobile Number Bank se jude hue ho. BHIM App se UPI ko Bank se Jod sakte hai. Jisse aapke Paise transaction kiya jaa sake.
क्या भीम एप उपयोग करने के लिए मोबाइल बैंकिंग चालू करने की जरूरत होगी?
Nahi ! BHIM App Use karne ke liye Mobile Banking chalu karne ki jarurt nahi hogi. bus aapke mobile Number aapke bank account se jude(link) hona chahiye.
क्या भीम ऐप यूज़ करने के लिए कस्टमर का Bank में Account होना जरूरी है?
Paise transfer karne ke liye Us Customer ka Bank me Account hona jaruri hai, jo aapka bank UPI se support hona chahiye. ( BHIM or Bank UPI ke Support se hi Paise transaction kiya jaa sakta hai.
SBI Saving Account Online Opening Form [Bank खाता कैसे खोले?]
UPI Supported Bank List
- Allahabad Bank
- Andhra Bank
- Axis Bank
- Bank of Baroda
- Bank of Maharashtra
- Canara Bank
- Catholic Syrian Bank
- Central Bank of India
- DCB Bank
- Dena Bank
- Federal Bank
- HDFC Bank
- ICICI Bank
- IDBI Bk
- IDFC Bank
- Indian Bank
- Indian Overseas Bank
- IndusInd Bank
- Karnataka Bank
- Karur Vysya Bank
- Kotak Mahindra Bank
- Oriental Bank of Commerce
- Punjab National Bank
- RBL Bank
- South Indian Bank
- Standard Chartered Bank
- State Bank of India
- Syndicate Bank
- Union Bank of India
- United Bank of India
- Vijaya Bank
क्या BHIM App में Multi Bank Account Addकर सकता हूँ?
Nahi ! BHIM App ek sath Bank account add nahi kar sakte. BHIM App me Ek hi bank Account Add kar sakte hai. aap chahe to Dusra bank account karna chahte hai to “Account Setting” me “Choose Change Account” me jake bank account change kar sakte hai
UPI PIN Set कैसे करें?
BHIM App se UPI-PIN set kar sakte hai. just Go to main “menu–>>Bank Accounts–>>Set UPI-PIN for the selected account” select kare
or fir ATM/Debit Card ke last 6 Digit Number or Expire Date dale. dalne ke bad aapke Number per OTP SMS aayega, wo dalkar verify kare, sath me UPI-PIN bhi set kar sakte hai.
NOTE- कृपया SBI bank User ध्यान de, agar aapke ATM card me Expire date nahi hai to 01/49 Expire date daal sakte hai
क्या BHIM App के लिए Mobile Number और Bank Account में same होना जरुरी हैं?
Haa! Jis Number se Bank Account me Apply Kiye the usi Number se aapka BHIM App Use kar sakte hai. (becouse UPI ke Support per work karti hai)
Bank Account की Details BHIM App में देनी होगी?
ji Nahi.. Aapko Bank account ki details dene ki koi jarurt nahi hai. jab aap BHIM App per Account register Karte time ATM/Debit Card last 6 Digit num or Expire date dalne ke bad Automatic Bank se Details aa jati hai. aapko tension lene ki koi jarurt nahi hai Fir Bhi aapka bank Account Secure rahega.
information
Source: https://d2pv62lkmtdxww.cloudfront.net/npcipay/faq/faq/en_US/index.html
Rajasthan
Bhim app kya hai kaise use krte hai.nice information.. I must say you have very interesting posts here. Your blog should go viral.
You need initial boost only. How to get it? Search for; Miftolo’s tools go viral
Thanks nd keep visiting