Copyright Content On Blog Website in Hindi (Claim And Stop)

content copy lock
Photo of author

By Admin

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Copyright Content On Blog Website in Hindi (Claim And Stop).

Blog Post Copy होने से कैसे बचाए? website में Right Click Disable(Stop) कैसे करे? Kya aapke dwara likhe gye article chori kiye ja rahe hai. kya aapki post ko copy karke koi aur apne blog me daal Raha hai? kya aapki mehnat ka maza koi aur le Raha hai? Ji Ha agar Aapki Site Se Koi Bhi Copy-Paste Kar Rha hai. to Usse Bachne Ke Liye Bahut se security Options Hote hai.

jisse hum apni site ko Copy Hone se Bachaya Ja sakta hai. Likhe Hue post Ko Bachaya Ja Skta hai. hum.

DMCA Protection ki help se bachaya ja Sakta hai. Right, Click disable ki help se bhi copy ho rhe post ko Bachaya ja skta hai. blog ki security bhi jaruri hai. jo hacker se bachav karna chahiye.

Copyright Content क्या होता हैं? और कब होता हैं?

Jab koi user ya blogger kisi dusre website ya blog se koi bhi Post ko copy karta hai or Apne Post me dalta hai ya thoda bahut Edit Karke Post publish Karta ho Tab Content Ka Copy Mana Jayega.

content copy lock

How To Claim Copyright Content On Website Blog in Hindi

Content ka Copy Se bachane ke liye Kai Tarike Ho Sakte Hai jo Copy hone Se Rok skte hai. Yani ki Copy ki gayi Post ko Stop kar sakte hai. jo google usko Hata deta hai.

  1. Copyright Se
  2. Digital Copyright se
  3. CSS Code se

Copyright or Digital copyright Ek Paid service hai. jo hamare Blog website ko Bahut Security Rakhta hai. Agr Koi Copyright website se Copy Kar Leta hai to Google Bing searching Jo Hamare Post ko Delete kr Deti Hai. Yeh 100% such hai. Mene Dekha hai Copy karke dalne wale ki website Ko delete Ho Jati hai.

jo DMCA dwara Copyright secure Rakhta hai. Yaha tak ki dmca per report hone ke baad blog delete bhi kiya ja sakta hai. Blog post ko Avoid कैसे करे Kuch blogger Copyright nhi karwate hai. Kam se kam 80-90% copyright nhi Karwate hai. or Na Hi Digital Copyright. Ese Me Apne aapko Safe Rakhna bhi jruri hota hai.

Is method me aapko kuch html ki lines ko apne blog ke template me add karni hoti hain. Aur iske lagte hi aapke blog se Right click disable ho jata hai. main aapko 3 wala method batata hoon.

Blog Post पर Right Click Disable कैसे करे

Hamare site per Koi Bhi Post Ko Copy Nhi Kar Sakta Hai Kyoki Agr Hum BloG Me Post CopyRight Click Hi Band Kar De. Isliye Chaliye Jante hai Right Click Ko Disable Kaise Kare. Easy Step Right Click Disable Kese Kare.

1. blogger.Com Dashboard Me Jaye-

2. Template >> Edit HTML

3. (Control+F) Dabakar ]]>code search kare.

4. ]]> Yeh line mil jane par is code Ke Thik Upar Yh Code Paste Kare. code niche diya gya hai.

/*----- Post ko copy hone se bachane ka code----*/
.post blockquote {
-webkit-user-select: text !important;
-moz-user-select: text !important;
-ms-user-select: text !important;
user-select: text !important;
}
body {
-webkit-user-select: none !important;
-moz-user-select: -moz-none !important;
-ms-user-select: none !important;
user-select: none !important;
}

5. ab template save Kar lijiye.

Ab koi bhi aapke post body ko copy nahi kar payega. Hai na aasan or easy tarike se Right Click Disable Karna. Please dhyan de agar aapke template me blockquote ki css ki class alag hai to ye code blockquote me work(kaam) nahi karega.

Iske liye aapko apni css ki class ka name yaha dalna Hoga. Aapka code achhe se kaam karne lagega.

इस प्रकार अपने blog post को copy से कैसे बचाए? website blog में right click disable कैसे करते है? Apna content Post dusro se kaise bachaye Achhe se btaya gya hai. इस प्रकार Copyright Content on Website Blog claim and stop in Hindi. Right-click disable karke bhi Copyright होने से रोक सकते हैं.

1 thought on “Copyright Content On Blog Website in Hindi (Claim And Stop)”

  1. बहुत बहुत धन्यवाद भाई जी, आपने हमारे परिश्रम को चोरी होने से बचा दिया.

    Reply

Leave a Comment