Guest Post Kaise Add Kare WordPress Blog Me (Premium)

Guest Post WPforms kaise Add kare Wordpress Blog Me
Photo of author

By Admin

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Guest Post Kaise Add Kare WordPress Blog me. (वर्डप्रेस ब्लॉग में गेस्ट पोस्ट कैसे ऐड करें). Guest post WordPress blog ke Sabse Imported Bhag hai. Jisme blogging users ke logo ko Support Milta Hai. Guest Post Se blog ka develops Hota Hai. Guest Se koi Bhi Apna content Post Blog me Submit Kar Sakta Hai.

other users Apni knowledge. Vishar Apki site ke Sath share Kar Sakte hai. Isse Aapki site Per daily Post Hoti Rahegi. Post number me Increase Hogi. time ki Bachat main.

Guest Post WPforms kaise Add kare WordPress Blog Me

Guest Post se ek Fayda yeh Bhi hai. Aapko kisi ko Without admin Banaye guest post plugin se post page bna skte hai. Jisse koi Bhi users Visitors post share kar skate hai. publish Kar Sakte Hai.

Aaj me aapko 2 method btane jaa rha hu. jo bahut easy and simple hai. jo isme wese hi apna content Post jaise koi user comment karte hai approval karne per wo post submit kiya jata hai or wo content post submit ho jati hai. Guest add krne ke bad koi bhi users ya visitors Bina Register kiye bina Apni Content Post Submit kar skte hai.

Chalo Ab hum btate hai bina Coding ke WordPress Site per Users Submit post karne ke liye Guest kaise bnate hai.

1. WPForms Se Guest Post Submission Kaise Banaye WordPress Blog Me

NOTE:- WPForms Plugin Free nahi hai. (premium plugin depend on Plans).

Guest Post Bnane Se Kisi ko bhi WordPress ka Admin bnaye bina Users ko Post Content ko Post Kar Sakte hai. aap kisi bhi Users Ko without Register kiye Post ko Allow kar sakte hai.

Sabse  Pahle WPForms Plugin ko Install And Active Karna Hoga.

WPForms WordPress forms Plugin ka Ek Premium Plugin hai. Post Submission Addon Access karne ke liye Pro version ka Plugin ki Jrurt hogi. Pro version Activation Key Active karne ke liye WPForms site se Prapt kar skte hai.

Kaise WPForms Pro Version Activation Licence key Activate karke Gust Post Page Bnaye

Guest Post वर्डप्रेस में गेस्ट पोस्ट पेज कैसे बनाएं

Guest Post kaise Add kare WordPress Blog Me

Activation key activation karne ke liye sabse pahle WPForms>>Settings Page me jaye or Activation Key dale. Activation Key Prapat karne ke liye WPForms Account se Prapt kar sakte hai.

Verification code dalne ke bad WPForms>>Add-ons me jaye or waha scroll Down Karke “Post Submission Addon” Milega Uske samne “install Addon” per click kare.

Ab Aapko Post Submission Addon Install karna hoga, fir usko Active karna hoga.(WPForms Account bnakar Install kare)

Ab aap Post Submission Form bnane ko teyar hai. yeh ho gya hai Wpforms Account WordPress se Connect ho gya hai, to ab aapko WordPress blog per Post submission ka page bnana hoga. janiye Submission post kaise banate hai.

sabse pahle headover WPForms>>Add New per click kare. ek WPForms page khulega. fir Select a Template per click kare. Fir waha ‘Blog post submission form’ dikhayi dega us per click kare. (image me dekh ke samj skte hai).

WPForms Form me bahut se option dikhayi denge jisme aap jo bhi chaho Forms choose kar skte ho. To aapko “Blog post Submission Form” choose karna hoga.

guest post page kaise add kare wordpress blog me hindi me

choose karne ke bad aap Form Field ko edit kar skte ho, aap chahe to left side panal se new field add Kar sakte hai. (Jaisa ki image Me btaya gya hai). WPForms me Select Post Categories, Add Featured Image, post excerpts, and even add custom fields Jaise fields add Kar de.

guest post page kaise add kare wordpress blog me hindi me

ek baar Form bnane ke bad, “Setting” Tab par Click karen aur phir “post Submissions” tab par Click karne kee jaroorat padegi (image me dekh ke samj skte hai).

Last me Save ke button per click Karke Form ko save kare. (uper kone me save ka button hai per click Karke save kare).

Now You Are Ready To Add Form To WordPress Website (Ab Aap Karne website per Form Add karne ke liye teyar ho gya hai).

WordPress Per Form Add Karne Ke Liye New Page Bana Kar Add kar skte hai

guest post kaise add kare wordpress blog me hindi me

WordPress Dashboard me Jao. or Page per click Karke Add New Per click kareab waha Samne “Add Form” Button Dikhayi Dega. (image me no-3.)  Per Click karke Add kare. or Publish Kar De.

Bnaye gaye page ko Aap Footer Ya menu bar me Add kar sakte hai.

is Prakar Aap WordPress main Respective Post fields ke Liye pratyek fields map kar sakate hain. Or koi Bhi users Jab koi Guest Post submit Kisi to Save as ‘Drafts’ Pending ke roop me ho Jayega. or Aap chahe to User ko bta skte hai ki Kis type ke post submit kare or kis Category ka Post Submit Karna Hai.

7 thoughts on “Guest Post Kaise Add Kare WordPress Blog Me (Premium)”

  1. Bhai Nice Ur Blog Apki All Post Read Kiya Maine Aur MAi Daily aata Hoon Aapke Blog Par Bohout Ki Nice Look Diya Hai .Aise Hi Info Daily Dete Rahe

    Reply

Leave a Reply to Aman kumawat Cancel reply